Jhoom Sharaabi Jhoom Sharaabi
Movie: De De Pyaar De 2
Singer: Yo Yo Honey Singh, Athar Hayat
Lyricist: Yo Yo Honey Singh
Advertisement
Remove AdsHindi
ये आन
केहंदी, ये!
खाली बोतल है, बोतल में गिन है
और जिनकी बोतल है
आँखें हैं लाल बेहके हैं कदम
जिन जिंकी बोतल है
होठों पे है लाली मुंह पे गाली
जब खुलती बोतल है
ढक्कन खोलो तो इससे रूह निकले
ये हिलती बोतल है
कोई कहता है दिल को छूटी है
और घम छुपाती है
कोई कहता है के
मशूका को दिल से भुलाती है
कोई कहता है
इसके पीने से आदत लग जाती है
मैं तो पियूंगा क्यूंकि
ये मेरे बजट में आती है हाय
झूम बराबर झूम शराबी
झूम बराबर झूम
झूम बराबर झूम शराबी
झूम बराबर झूम
काली घटा है मस्त फिजा है
काली घटाएँ मस्त फिजाएँ
जाम उठा कर घूम घूम घूम
झूम बराबर झूम शराबी
झूम बराबर झूम
झूम बराबर झूम शराबी
झूम बराबर झूम
आज अंगूर की बेटी से मोहब्बत कर ले
शेख साहब की नसीहत से बगावत कर ले
इसकी बेटी ने उठा रखी है सर पर दुनिया
ये तो अच्छा हुआ के अंगूर को बेटा ना हुआ
कमसेकम सूरत-ए-साकी का नज़ारा कर ले
आके महखाने में जीने का सहारा कर ले
आँख मिलते ही जवानी का मजा आएगा
तुझको अंगूर के पानी का मजा आएगा
हर नज़र अपनी बसद शौक गुलाबी कर दे
इतनी पी ले के ज़माने को शराबी कर दे
जाम जब सामने आए तो मुकराना कैसा
जाम जब सामने आए तो मुकराना कैसा
बात जब पीने पे आ जाए तो डरना कैसा
बात जब पीने पे आ जाए तो डरना कैसा
धूम मची है, आ आ, महखाने में, ओहो
धूम मची है मयखाने में
तू भी मचा ले धूम धूम धूम
झूम बराबर झूम शराबी
झूम बराबर झूम
झूम बराबर झूम शराबी
झूम बराबर झूम x(२)
केहंदी यो यो हनी सिंघ!
English
Yeah aan Kehndi, yeah!
Khali bottle hai, bottle mein gin hai Aur jinki bottle hai Aankhein hai laal behke hai kadam Jin jinki bottle hai
Hothon pe hai lali muh pe gali Jab khulti bottle hai Dhakkan kholo to isse rooh nikle Yeh hilti bottle hai
Koi kehta hai dil ko chhuti hai Aur gham chhupati hai Koi kehta hai ke Mashuqa ko dil se bhulati hai Koi kehta hai Iske peene se aadat lag jaati hai Main toh piyunga kyuki Yeh mere budget mein aati hai haye
Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom
Kali ghata hai mast fija hai Kali ghatayein mast fijayein Jaam utha kar ghum ghoom ghoom
Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom
Aaj angur ki beti se mohabbat kar le Shekh saahab ki nasihat se bagaavat kar le Iski beti ne uthaa rakhi hai sar par duniya Ye to achha hua ke angur ko beta naa hua
Kamasekam surat-e-saaqi kaa nazaara kar le Aake mehkhaane mein jeene kaa sahaara kar le Aankh milte hi jawaani ka maza aayega Tujhko angur ke paani ka mazaa aayega
Har nazar apani basad shauq gulabi kar de Itni pee le ke zamaane ko sharaabi kar de Jaam jab saamane aaye to mukarana kaisa Jaam jab saamane aaye to mukarana kaisa Baat jab peene pe aa jaaye to darna kaisa Baat jab peene pe aa jaaye to darna kaisa
Dhoom machi hai, aa aa, mehkhaane mein, oho Dhoom machi hai maikaane mein Tu bhi machaa le dhum dhum dhum
Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom
Raat ko mehkhane mein betha tha Mashuqa mil gayi Hui jab shiqwe, shiqwa phir Sali ik bottle khul gayi Uski aankhon se jab tapka lahu Meri rooh tak hil gayi Parose jab maine 2 jaam Uski tabiyat khil gayi Mujhko boli ke mera aashiq hai Tu kyu stata hai Aashiq hai ya katil hai mera Jab khanjar chalaata hai Kabhi mere ghar pe dera tha Mehkhane jaata hai Mehkhane jaake kis sautan ke Bistar mein so jaata hai
Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom Jhoom barabar jhoom sharaabi Jhoom barabar jhoom x(2)
Kehndi yo yo honey singh!
Advertisement
Remove Ads