Jazbaati Hai Dil Jazbaati Hai Dil
Movie: Do Aur Do Pyaar
Singer: Armaan Malik, Ananya Birla
Lyricist: Kunaal Vermaa
Advertisement
Remove AdsHindi
English
Kya yeh kahe, kya yeh kare Karta hai soche na samjhe bina Yeh dil akal ka hai maara Jaane jahaan, isey mana Ye dheet na maane jaaye wahaan Dekho jise dil ka maara
Na labon se bole na yeh raaz khole Koi hint hi nahi de kya kare Karta hai apni hi manmaani Hai pata naadaani Phir bhi jaan boojh ke galti kare
Jazbaati hai dil Jazbaati hai dil Jazbaati hai dil
Sau dafa yeh tootega Jaanta hai doobega Ishq ke dariyaa mein yeh Phir bhi jaake koodega
Kaagazi fasaane besure taraane Gaaye dhun ho yaad chaahe na ise Bigdi aulaadon sa mijaazi Koi ho na raazi Yeh toh baatein poori karke hi rahe
Jazbaati hai dil Jazbaati hai dil Jazbaati hai dil Jazbaati hai dil
Advertisement
Remove Ads