Barqatein Barqatein
Movie: Neendein
Singer: MITRAZ
Lyricist: MITRAZ
Advertisement
Remove AdsHindi
तेरी ही ज़मीं में तेरी सादगी में आज बरक़तें मिल रहीं था जो दो लम्हों का सपना एक पुराना वो हो रहा है नसीब
तो थाम रहा हूँ हाथ तेरा दुनिया से परे जा सकूं अल्फाज़ों में तेरे रहूं लपटा और तेरे करीब आ सकूं
तेरी ही ज़मीं में तेरी सादगी में आज बरक़तें मिल रहीं था जो दो लम्हों का सपना एक पुराना वो हो रहा है नसीब
रहम बनाए रखो ये हाथ थामे रखो नींद हमको आये तो मेरी आँखों में देखो समय रुका के रखो हमें जगाए रखो कभी फिर से आओगे ये बातें भी ना बोलो
लाज़मी है के तारे गिर जाएं टूट के अभी के पूरी हो जाएं भी किसी की मन्नतें कहीं काश मिलती बाज़ारों में तेरी जैसी ख़ुशी फिर भी जागे होते हम देख राहें तेरी
तो मांग रहा हूँ हाथ तेरा दुनिया से परे जा सकूं अल्फाज़ों में तेरे रहूं लपटा और तेरे करीब आ सकूं
तेरी ही ज़मीं में तेरी सादगी में आज बरक़तें मिल रहीं था जो दो लम्हों का सपना एक पुराना वो हो रहा है नसीब
English
Teri hi zameen mein teri saadgi mein Aaj barqatein mil rahi Tha jo do lamhon ka sapna ek purana Wo ho raha hai naseeb
Toh thaam raha hun haath tera Duniya se pare jaa sakoon Alfaazon mein tere rahoon lapata Aur tere kareeb aa sakoon
Teri hi zami mein teri saadgi mein Aaj barqatein mil rahi Tha jo do lamhon ka sapna ek purana Wo ho raha hai naseeb
Reham banaye rakho ye haath thaame rakho Neend humko aaye toh meri aankhon mein dekho Samay ruka ke rakho humein jagaye rakho Kabhi fir se aaoge ye baatein bhi na bolo
Laazmi hai ke taare gir jaayein toot ke abhi Ke poori ho jaayein bhi kisi ki mannatein kahin Kaash milti baazaaron mein teri jaisi khushi Phir bhi jaage hote hum dekh raahein teri
Toh maang raha hoon haath tera Duniya se pare jaa sakoon Alfaazon mein tere rahoon lapata Aur tere kareeb aa sakoon
Teri hi zami mein teri saadgi mein Aaj barqatein mil rahi Tha jo do lamhon ka sapna ek purana Wo ho raha hai naseeb
Advertisement
Remove Ads