L
iLyricsLab Movie Songs
Poster for O'Romeo

Aashiqon Ki Colony Aashiqon Ki Colony

Movie: O'Romeo

Singer: Madhubanti Bagchi, Javed Ali

Lyricist: Gulzar

Advertisement

Remove Ads

Hindi

कहिए क्या पेश करें दिल और जान हाज़िर आशिक़ों की मस्ती में आपका मकां हाज़िर

इश्क़ का इत्र महँगा था पर ले लिया शाम-ए-ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया जीने मरने के समान सारे मिले आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

इश्क़ का इत्र महँगा था पर ले लिया शाम-ए-ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया जीने मरने के समान सारे मिले आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

हो आप जो महके यहाँ ऐसे दिलशाद हुआ लैला के आने से सहरा आबाद हुआ तेरा दीदार हुआ सारा दिन पार हुआ आँखों का रोज़ा था वक़्त-ए-इफ़कार हुआ तेरा दीदार हुआ सारा दिन पार हुआ आँखों का रोज़ा था वक़्त-ए-इफ़कार हुआ

आप मालिक-ए-मकां हो गए आज से दिल पर हक़ था वहीं माँग कर ले लिया इश्क़ दरिया-ए-आशिक़ है दीवानो रे डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

English

Kahiye kya pesh kare Dil aur jaan haazir Aashiqon ki masti mein Aapka makaan haazir

Ishq ka itr mehanga tha par le liya Shaam-e-gham ke liye kuch zehar le liya Jeene marne ke samaan saare mile Aashiqon ki colony mein ghar le liya Aashiqon ki colony mein ghar le liya

Ishq ka itr mehanga tha par le liya Shaam-e-gham ke liye kuch zahar le liya Jeene marne ke samaan saare mile Aashiqon ki colony mein ghar le liya Aashiqon ki colony mein ghar le liya

Ho aap jo mehke yahaan aise dilshad hua Laila ke aane se sehra aabaad hua Tera deedar hua saara din paar hua Aankhon ka roja tha vaqt-e-ifkar hua Tera deedar hua saara din paar hua Aankhon ka roja tha vaqt-e-ifkar hua

Aap maalik makaan ho gaye aajse Dil par haq tha wahin maang kar le liya Ishq dariya-e-aashiq hai deewano re Doob kar le liya tair kar le liya Doob kar le liya tair kar le liya Aashiqon ki colony mein ghar le liya Doob kar le liya tair kar le liya Aashiqon ki colony mein ghar le liya Aashiqon ki colony mein ghar le liya

Advertisement

Remove Ads