L
iLyricsLab Movie Songs
Poster for Shaitaan

Khushiyaan Bator Lo Khushiyaan Bator Lo

Movie: Shaitaan

Singer: Jubin Nautiyal

Lyricist: Kumaar

Advertisement

Remove Ads

Hindi

जिंदगी, जिंदगी सारी तेरे संग है बितानी दिल ये झूमें तेरे ही गुनगुनाने से

तू मेरी सांसों का हिस्सा जैसे बादल और यह पानी हंसता हूँ मैं तेरे ही मुस्कुराने से

ऐसे थमें के न छोड़े रिश्तों की हम डोरियों को

कह रही है हवा ग़म की बातें छोड़ दो खुशियाँ बटोर लो कीमती हैं ये पल इनका रंग ओढ़ लो खुशियाँ बटोर लो

मेरा जो भी सफर है तेरे संग उम्र भर है दूरी तो उस आसमान ने लिखी नहीं

तेरी वजह से उजाले राहों में बिखरे हुए हैं रातों के मौसम न आये दुआ बस यही

रिश्ता है जो तेरा मेरा सूरज में जैसे सवेरा किस्मत मेरी तेरी आँखों के सितारों में

तू जीने का ज़रिया जैसे प्यार का है तू दरिया जैसे तुझको रखूँ अपनी बाहों के किनारों में

यादों से हम भरते जाए दिल की तिजोरियों को

कह रही है हवा ग़म की बातें छोड़ दो खुशियाँ बटोर लो

कीमती हैं ये पल इनका रंग ओढ़ लो खुशियाँ बटोर लो

English

Zindagi, zindagi saari Tere sang hai bitani Dil yeh jhoomein tere hi Gungunane se

Tu meri saanson ka hissa Jaise baadal aur yeh paani Hansta hoon main tere hi Muskurane se

Aise thamein ke na chhode Rishton ki hum doriyon ko

Keh rahi hai hawa Gam ki baatein chhod do Khushiyan bator lo Keemti hain yeh pal Inka rang odh lo Khushiyaan bator lo

Mera jo bhi safar hai Tere sang umra bhar hai Doori toh uss aasmaan ne likhi nahi

Teri wajah se ujaale Raahon mein bikhre huye hain Raaton ke mausam na aaye dua Bas yahi

Rishta hai jo tera mera Sooraj mein jaise sawera Kismat meri teri Aankhon ke sitaron mein

Tu jeene ka zariya jaise Pyar ka hai tu dariya jaise Tujhko rakhun apni baahon ke Kinaron mein

Yaadon se hum bharte jaaye Dil ki tijoriyon ko

Keh rahi hai hawa Gam ki baatein chhod do Khushiyaan bator lo

Keemti hain yeh pal Inka rang odh lo Khushiyaan bator lo

Advertisement

Remove Ads